[UPSC Interview 2023] – Transcript #100: Lt. Gen. Raj Shukla Board, Sociology Optional, Rajasthan Home State
Red Book
Red Book

Pre-cum-Mains GS Foundation Program for UPSC 2026 | Starting from 14th Nov. 2024 Click Here for more information

Date of Interview: 06-02-2024
Board: Lt. Gen. Raj Shukla
Optional: Sociology
Home State: Rajasthan
Hobby: Cooking Rajasthani food, Chess, Photography

Background: MA in Urdu and Hindi, Net in Urdu and JRF in Hindi

Graduation Subject Physical Education, Sociology, Urdu

College: KMC (DU)

Rajasthan College (RU)


Chairman

  1. एक लंबे मोनोलॉग के बाद
  2. डिजिटल पब्लिक इन्फ्रास्ट्रक्चर के बारे में प्रकाश डालने के लिए कहा ।
  3. प्राइवेटाइजेशन के ऊपर ओपिनियन बेस्ड कुछ सवाल
  4. फिर उसी पर कुछ काउंटर चलते रहे
  5. उसके बाद अगले मेंबर पर ट्रांसफर

Member 1

  1. Public goods kya hote hai
  2. Private sector ka kya role hai usme
  3. Private sector ko kyu Samajik karya karna chahiye
  4. Private sector ka kya role hai ,kya private sector Digital Infrastructure mei Koi help kar sakta hai

Member 2

  1. About My Graduation Subject
  2. Related to Sports and Physical education
  3. Kya Chess ko Physical education mei Shamil karna chahiye?
  4. Nationalism ke bare mei pucha
  5. Kya hota hai
  6. Kya nationalism ke criteria hote hai koi?
  7. Kya criteria banane ki zarurat hai?
  8. Kya nationalism mei Duties ko add Kiya ja sakta hai?

Member 3

  1. Asked about My Hobby
  2. Cooking Rajasthani food
  3. Rajasthan aur delhi ke khano me kya difference hai
  4. Rajasthani khano mein tel aur masale zyada kyu use kiye jate hai
  5. Rajasthani khano mei sabjiya kam or sukhi cheeze jese besan aur millets ka use jyda kyu hota hai
  6. Bharat, Bhutan aur china ke beech Doklam ko lekar kya vivad hai or Bharat isme kaha stand karta hai
  7. NSS mei aapne kya kam kia
  8. Kya NSS se aapne kuch badlaw kiye apne kam se

Member 4

  1. Urdu aur Hindi sahitya mei kya difference hai or kya similarity hai
  2. Physical health jyda zaruri hai ya mental health,fir kafi counter questions chale isi par
  3. Hindi mei aapke favourite writer kon hai
  4. Overall Experience Badhia Tha
  5. 31 Minutes duration Bahar file pe time count karte hai uske according..


(This transcript has been posted by a community member of ForumIAS)
Print Friendly and PDF
Blog
Academy
Community