[UPSC Interview 2023] – Transcript #91: Bidyut Behari Swain Board, AGRICULTURE Optional, Uttar Pradesh Home State,
Red Book
Red Book

Interview Guidance Program (IGP) for UPSC CSE 2024, Registrations Open Click Here to know more and registration

Date of Interview: 02 February 2024
Board: Bidyut Behari Swain
Optional: AGRICULTURE
Home State: UP
Medium: Hindi Medium(हिंदी माध्यम)
Background: Graduation – BA
First Attempt
CAPF AC
HINDI LITERATURE
Afternoon, 4th to go


Chairman

  1. Aap CAPF me select ho chuke hain ye main kaise janta hun?
  2. Ye AC(GD) me GD kya hai ?

Member 2

  1. Aapka optional hindi literature hai ?
  2. GOVERNMENT Sanskrit ko kyo badhava de rahi hai?
  3. Sanskrit aaj kaise aur kyon useful hai?
  4. Apko Sankrit aati hai ?
  5. Bachchon ko 21st century ke liye kaisi education provide karani chahiye?
  6. Unhe Practical knowledge kaise Di jaaye?
  7. Women’s reservation in panchayats?
  8. Benefits?
  9. ( Counter questions)
  10. Vivekananda ki ideology kya hai?
  11. Aapko kaise prabhavit Kiya ?

Member 3

  1. India ki geographical location use kaise IR me madad karti hai.
  2. Bab Al mandeb ki geopolitical importance
  3. Bab Al mandeb ki geographical location.
  4. E NAM ko kaise badhaya jaaye?
  5. E Nam ke challenges?
  6. PM KISAN samman nidhi ke beneficiaries ka kaise pta karoge?
  7. As a Collector PM kisan jinhe nhi mili hai unka kaise pta lagaoge ?

Member 4

  1. Hardoi ke baare me batayen?
  2. HARDOI me industries?
  3. Suiz Canal jaisi ek aur kaun si canal hai ?
  4. Kya problems aa rahi hain usme?
  5. SSB , ITBP , BSF ko alag alag kyon karke rakha hai , unhe milakar kyon nhi ek hi force bna deni chahiye?
  6. Army bhi to sab kahin movement kar sakti hai.

Member 5

  1. UP me itni jyada nakal(cheating) kyon hoti hai ?
  2. Nakal rokne ke liye kya karoge ?
  3. Government steps leti hai nakal rokne ka to uska itna jyada virodh kyon hota hai?
  4. Health issues in your areas?
  5. Ayushman card ?
  6. Kisi ne labh liya uska apke parichit me?

Baki bhool gaya hun .

(Hanste khilkhilate log hain bus hamko bhi hasne ka mauka den )

Hoping just like i gained from many Toppers Talks freely available, I can also help others through this

little effort.



(This transcript has been posted by a community member of ForumIAS)

Discover more from Free UPSC IAS Preparation Syllabus and Materials For Aspirants

Subscribe to get the latest posts sent to your email.

Print Friendly and PDF
Blog
Academy
Community