Yaar mai toh bs ek baat janta hu ki jitni seats hai utno ka hi hona hai chahe sb mains likhne walon ki answer copy me same level ka presentation, facts, bol bachan ho..Subjective exams me aisa hi hota hai..I gave 12th board exams twice to improve my score..Phli baar me english me 73 mila..Next time diya toh 89 mila..Aisa thodi hai ki maine ek saal me english me koi jaadu kr diya tha..jo hai so hai ab..isi tarah se exam har saal ho rha hai aur log select ho rhe hain..facts to yaad krne hi hote hain bhaiya..sb conceptual nhi ho skta..aur concept pakadne ke liye bhi facts/rote learning ek level par krni hi padti hai..Mai to iss exam ko itna serious kabhi liya hi nhi ki nhi hoga toh kya krunga..I love to read various subjects so I give this exam and not the vice versa..Hua to theek aur nhi hua toh bhi theek:)