Subscribe to ForumIAS

Mathematics Optional Group UPSC 2021

I gave 2020 mains. Paper was somewhat same in difficulty. Par i felt ki practice achi khaasi chahiye. Lagrange interpolation aur baaki kuc questions me i fucked up. Kuc silly mistake hui to kuc question aise the jo time hote to aa jaate aur kuc question to aaye hi nahi. Mai yahi kahunga jo aate hai unhe jaldi attempt kar lo aur time bachao baakiyo ke lie jisme problem hori ho. 
15k views

The question about lagrange ho jaata bhai if thoda time leke sochte tum. FD ka question was easy ek baar attempt karte tum kyuki difgerntiate karne ke baad easy 0 nikal jaata and y component bhi easily aa jaata. Moment of inertia ka question was real time consumer aur last me answer nahi aaya. Similarly i attempted simplex ka question udher i think meri calculation mistakes hui hai. Bhai i feel second paper mera acha gaya compare kare to. First paper sab easy bol rahe hai but i ll be frank, meri bhut galti hui hai. Hindsight me even i feel paper was easy par i lost time in some questions and baaki questions jaldi me attempt hue. Bhai solve the complete paper with 3 hours deadline. Also kuc environmrnt bana do tab do exam. You will gwt a good idea

11.4k views
Join a test series. It is really helpful. Also yaar aajkal questio jis type aa rahe hai pura syllabus krke jao. Jyada time nahi lagega utna. Aajkal ek faad question har subpart me hota hai to help ho sakti hai.
12k views
Write your comment…