We always say upsc is ever evolving. It will evolve its questions like AI does.(Haan jaise vahan to Sundar pichai ka bhatija baitha, Machine learning ka algo lagane)
Also upsc be like “ State psc type k sawal sahi rahenge naye jamane k UPSC k liye. Hame to bas aspirant k “hunch guessing” ka level check krna.”(Main motive- (10 lac- 10000) bachon ko bahar karna. To de dana dan random question phenko paper mei. Aur phir bache yahi sapna dekhenge ki koi na koi, kahin na kahin vo pichle 5 saal k paper mei to chupa hi hoga- vo sawaal jo 2021 mei aaega)
Beginners- New pattern of upsc is just a marketing strategy of coaching vaala trying to build their market.
Apni mehnat basics par karon bas.
Mere 94 aa rhe h ias baba ki key se. 3 saal se mera score lag bhag yahi rha. No improvement whatsoever. Ab Hamse Na HoPayega. Ab pre mei ho bhi gya to bhi job k saath hi karunga.
Career k L*** lag gye h in coaching vaalon ki badi badi baato ko seriously lekar.
Jo preparation start kr rhe h, meri advice yahi h ki ”mat karo start, bina 1 saal job kiye bagair”.
Koi computer science ka graduate h to please batao, sabse jaldi job software tester k alava kisme lagti h?