- Respected sir,
This is my 4th attempt.
1st attempt - GS 52, CSAT 77
2nd attempt - GS 79.45, CSAT Failed
3rd attempt- GS- 75, CSAT - 83
ab tak 1 baar v prelims qualify nahi kar paya hu. Mai bahut hi umeed se SFG join kiya tha lekin SFG me mere marks 60 ke aasps aa rahe the aur ab wo marks aur v jyada ghatne hi lage hai.
Mujhe samajh nahi aa rha hai ki mera prelims qualify karne ka approach kya hona chahiye.
Filhaal mera approach --
SFG ke timtable ke according padh rha hu, Current k liye SFG essential.
Toolkit solve karta hu (only pyq , not practice book of toolkit)
SFG karne k samay ek cheej realise ho raha hai ki yadi mujhe full length test attempt karna hua to uski strategy kya hogi??
Mere kuchh doubts hain
1- Kaise ek saath sare subjects ko prepare karunga ?
2- Kya Toolkit ka practice workbook karna v jaruri hai ??
3- SFG essential enough rahega Current affairs k liye ??
4 - How to improve marks in SFG tests
5- How to manage SFG with full lenghth test ??
Sir please help !!
Write your comment…