Subscribe to ForumIAS

Mains 2019 Preparation and Discussion Thread

Now that 1 week is over, it is time to shift focus to Mains. With barely 103 days left there is no time to waste.

curious_kid,rootand2 otherslike this
983.9k views

10.7k comments

@Minimumwageyr poocha to vahi tha collaboration between different sectors but service word jodkar khamakhaan ki confusion create kar di !

2.9k views

Aisa Lag raha hai is baar ke gs 2 ke liye khaamakha ki padhai kari?@nikhilit20112751

2.1k views

@nikhilit20112751 bro ab rehne do woh wala question
Maan lo galat hi likh diye Kitna hi fark pad jaega aur Chinta and debate Karke toh mains k question mein fayda hi nai, yeh Batao results Kab tak aane ka sun Rahe ho?

1.2k views

@Kira0705yr sunne me to frst week of december aa ra hai; baaki bhagvaan jaane

2.9k views

Last year kitne din me aaya tha ? @nikhilit20112751

2.1k views

@Minimumwageyr pichli baar 7 oct ko khatam hua tha aur shayad 20 dec ko result aaya tha;

2.9k views

Fir to pakka aa jayega second week me @nikhilit20112751

2.1k views

@Minimumwage@Kira0705@K_9bhot deep copy paste mara hai setter ne..see the paragraph above conclusionhttps://gifyu.com/image/kdWv

2.5k views

@ranyo_asoka??ye author ne hi to paper nh banaya ho kahin

2.9k views

@nikhilit20112751 ho sakta hai bhai

2.5k views

Bhai bhai bhai yehi hai matlab sab fasaad ki jadh ab to koi gunjaaish nahi hai doubt ki@ranyo_asoka

2.1k views

Highly possible, aur kisi ko kaise itna josh aayega ye random chapter padh kar ki question bana de ek @nikhilit20112751

2.1k views

Is bar sare mains ke answerkeys wale way forward aur suggestiobs bata rahe hai. . Jabke questions main kahi bhi way forward pucha hi nahi tha. . Kuch jagah pe pucha to direct tha jaise myanmar,ict wala etc. . But fir bhi model answers walein kitna kuch likhake de rahe hai. . Itna 150 words aur 250 word ke liye bohot hota hai. . Khali fukat khudka gyaan pel rahe hai aisa lag raha hai. . Plz guide

898 views

@pravinshinde3592958sab chutiyap hai..conclusion me u can conclude positively with way forward bas..unkess asked not necessary

2.5k views

@Minimumwagemultilevel panning bhi ignou ke koi textbook se seedhe copy paste mara hai...koi pub ad book tha shayad

2.5k views

@Minimumwagerandom chapter woh bhi khatra..first aur last line ko mila ke upar se indian development daal diya..baapre baap .

2.5k views

Haan dekha mai. Jitna us chapter me hai utna to kabhi 250 words me nahi aata@ranyo_asoka

2.1k views

@Minimumwagehaan..aise question me relevant likhne se avg marks mil jate hai shayad...jo bhi servuce sector bol ke dimag ghumwa diya tha in exam

2.5k views

Mujhe lgta WO service provider ki jagah service sector likh diye

1.6k views
Write your comment…