Pre-cum-Mains GS Foundation Program for UPSC 2026 | Starting from 5th Dec. 2024 Click Here for more information
Date of Interview: 27 April morning session
Board: Ms. M. Sathiyavathy
Home State: Rajasthan
Optional: History
Background: Bsc + MA (history )
TIME- 26_28 mint
( Mask, gloves phn kar interview tha, face shield htwa di thi )
- To view all IAS Interview Transcripts 2021, visit this page
Chairman
- Jrf aap ne clear kiya hain PhD/ MPhil kar rhe ho ya ?
- UG or PG me aapne gap kyon liya tha
- 2018 k bad se kya kar rhe ho ?
- 4.aapki camel riding hobby hain
- Ye kese aapki hobby ho gyi hain ?
- Aapne horse riding ki hain ?
- Camel riding or horse riding me kya main deference hain ?
- Camel k aaj kal kya utilities hain ?
- Camel milk me kya kya hota hain ?
- Camel mill k medicine benifit kya hain
( Second mamber ki or ishara krte hue , qsn kijiye )
Member 1
- aap barmer se hain Barmer me refinery ki kya progress chal rhi hain ?
- Barmer refinery k kya fayde hain ?
- Es refinery me barmer k alawa bahri crude oil use hoga? Kha se aayega?
- Rajasthan biofuels ki progress hain ?
- Biofuels k khan Khan centre hain
- Renewable energy of Rajasthan k bare m batahiye ?
Member 2
Qsn asked in English and qsn very long ( chairman mam , qsn nhi smjh me aa rha hain to anuvadak bualaun ? Yh UPSC ne aapke liye hi rakhe hain ? Bell bjakr , anuvadak ko bula kar bitha diya )
- Corona me Indian doctor ne , medicine bevjah likh di thi ?kya aap mante hain
- USA me medical me countie exam hote hain or India me doctor ki koi progress chek nhi hoti ? India ko kya krna chahiye ?
- China me corona se konse City effected hain ?
- China ki zero COVID policy kya hain ? Uske point batahiye ?
- Quad Kya hain?
- Quad k reform k 3 point btahiye ?
- Jammu, Kashmir, laddakh 3no ko state banane chahiye? Some cross qsn
Member 3
- Aapke district me only one river hain – Luni ? But irrigation me use nhi hoti ! Why?
- Barmer me desert hi desert hain
Eska development kese ho skta hain ? Some cross qsn
- Camel riding aapki hobby hain ! BSF kis border par use krti hain ?
- Barmer – Pakistan border ki challenge kya hain ?
- Barmer border me very less taskri hoti hain ? Punjab me bhaut jyada ! Esa kyoun hota hain ?
Member 4 ( only women releted qsn and corss qsn )
- Rajasthan ki women ki kya condition hain ?
- MMR kya hoti hain ?
- MMR full form?
- Women status Rajasthan me low level par kyun hain ?
- Ese improve krne k 3 upay bataiye ?
- Aapko lgta hain women marrige age , 21 kar deni chahiye ?
- Child marriage case esase or badh jayenge ?
- To kya 21 se aage bhi badha skte hain ?
- Thik hain ,Women empowerment ki 2 scheme bta dijiye
Chairman
( Aapka interview ho gya hain , aap aarm se ja skte hain , face shield bahr lga dijiye )
Experience:-
Mock helpful hain, specially DAF k prepration me
Fact and New information khin bar hamre knowledge se bahr se aa skti hain, Esme confidence k sath sorry bol skte hain
All the best 👍
- To view all IAS Interview Transcripts, visit this page
- For full Interview Preparation Guide: Click Here
- Current Affairs For UPSC Exam 2022: Click Here
Discover more from Free UPSC IAS Preparation For Aspirants
Subscribe to get the latest posts sent to your email.