Interview Guidance Program (IGP) for UPSC CSE 2024, Registrations Open Click Here to know more and registration
Date of Interview: 02 February 2024
Board: Bidyut Behari Swain
Optional: AGRICULTURE
Home State: UP
Medium: Hindi Medium(हिंदी माध्यम)
Background: Graduation – BA
First Attempt
CAPF AC
HINDI LITERATURE
Afternoon, 4th to go
- To view all IAS Interview Transcripts 2023, visit this page
Chairman
- Aap CAPF me select ho chuke hain ye main kaise janta hun?
- Ye AC(GD) me GD kya hai ?
Member 2
- Aapka optional hindi literature hai ?
- GOVERNMENT Sanskrit ko kyo badhava de rahi hai?
- Sanskrit aaj kaise aur kyon useful hai?
- Apko Sankrit aati hai ?
- Bachchon ko 21st century ke liye kaisi education provide karani chahiye?
- Unhe Practical knowledge kaise Di jaaye?
- Women’s reservation in panchayats?
- Benefits?
- ( Counter questions)
- Vivekananda ki ideology kya hai?
- Aapko kaise prabhavit Kiya ?
Member 3
- India ki geographical location use kaise IR me madad karti hai.
- Bab Al mandeb ki geopolitical importance
- Bab Al mandeb ki geographical location.
- E NAM ko kaise badhaya jaaye?
- E Nam ke challenges?
- PM KISAN samman nidhi ke beneficiaries ka kaise pta karoge?
- As a Collector PM kisan jinhe nhi mili hai unka kaise pta lagaoge ?
Member 4
- Hardoi ke baare me batayen?
- HARDOI me industries?
- Suiz Canal jaisi ek aur kaun si canal hai ?
- Kya problems aa rahi hain usme?
- SSB , ITBP , BSF ko alag alag kyon karke rakha hai , unhe milakar kyon nhi ek hi force bna deni chahiye?
- Army bhi to sab kahin movement kar sakti hai.
Member 5
- UP me itni jyada nakal(cheating) kyon hoti hai ?
- Nakal rokne ke liye kya karoge ?
- Government steps leti hai nakal rokne ka to uska itna jyada virodh kyon hota hai?
- Health issues in your areas?
- Ayushman card ?
- Kisi ne labh liya uska apke parichit me?
Baki bhool gaya hun .
(Hanste khilkhilate log hain bus hamko bhi hasne ka mauka den )
Hoping just like i gained from many Toppers Talks freely available, I can also help others through this
little effort.
- To view all IAS Interview Transcripts, visit this page
- For full Interview Preparation Guide: Click Here
- Current Affairs For UPSC Exam 2024: Click Here
(This transcript has been posted by a community member of ForumIAS)
Discover more from Free UPSC IAS Preparation Syllabus and Materials For Aspirants
Subscribe to get the latest posts sent to your email.