[UPSC Interview 2023] – Transcript #84: Lt. Gen Raj Shukla Sir Board, Bihar Home State, Painting

ForumIAS announcing GS Foundation Program for UPSC CSE 2025-26 from 27th May. Click Here for more information.

Date of Interview: 31st Jan 2024
Board: Lt. Gen Raj Shukla Sir
Home State: Bihar
Afternoon Session, Hindi Medium
DAF Keywords: Madhubani Painting, Fossil fuel, Maithili Literature, Short stories, Madhubani


Chairman

  1. Aap kaha se ho?
  2. Abhi kya kar rahe ho(Wanted to know if I am working presently)
  3. Aapne Btech kis college se kiya hai?
  4. Ye college kaha hai /Kis district me hai ?

Member 1

  1. Kerala flood ke dauran kya kiya tha aapne (Kerala flood relief was mentioned in the DAF)
  2. Kis NGO ke sath collab kiya tha?
  3. Work life balance kya hai?
  4. Kya DM ke life me ye possible hai?
  5. Kaise maintain kiya jaa sakta hai work life balance?
  6. Kya work ko enjoy karna ek solution ho sakta hai?

Member 2

  1. Why did you choose Maithili literature as your optional after completing Btech in chemical engineering?
  2. Aapka favourite writer kaun hai Maithili literature me.
  3. Vidyapati ke alawa contemporary m kaun se writers hai Maithili Literature me.
  4. Bihar ke politics me upper caste ko alienate kar diya gaya hai pichle 30 years me. Do you agree with this statement?
  5. Madhubani district m connectivity badhane ke liye government kya kar rahi hai?
  6. Madhubani painting m middle man jayada profit kama lete hai. Kya situation hai abhi and government kya kar rahi hai?

Member 3

  1. Aap mithila se ho…Maa Sita ki dharti..Kyu log “Sita” name apne daughter ka rakhte hain lekin draupadi nhi?

( Maa Sita vs Draupadi par 3-4 questions aur pucha ma’am ne)

  1. Climate change ka impact kaise ho Raha aapke region me
  2. Railway privatisation par aapka view (further 2-3 cross questions on this topic)

Member 4

  1. Aap short story likhte ho?( Had mentioned writing short stories in DAF)
  2. Kya aise stories ko aap publish karwate ho?
  3. Kyu hame bahut kam candidates maithili literature se upsc me milte hain?
  4. Kya challenge hai maithili language ke samne?
  5. EV me jo battery use ho Rahi hai.. Usme Naya kya hai?
  6. Solid State Lithium Battery kaise Kam karti hai?
  7. China ke dominance ka reason kya hai?
  8. Kyu Bharat piche rah gaya hai?
  9. Future kya hai lithium battery and EVs ka Bharat me?
  10. Aap jo short story likhte ho wo pen se ya mobile par.
  11. Kya aapne fountain pain kabhi use Kiya hai?
  12. fountain pen ko kab invent kiya gaya tha?
  13. Ball pain ko kab invent Kiya gaya tha ?
  14. Kya aapko lagta hai ki pahle handwriting achhi hoti thi abhi kharab ho gayi hai?

Overall experience: Board was cordial and asked most questions from DAF.



(This transcript has been posted by a community member of ForumIAS)
Print Friendly and PDF
Blog
Academy
Community